Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMitali
HomeMitali
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


allah hi allaaaaah allah hi allaah kiya karo dukh na kisi ko diya karo jo duniya ka malik hai naam ussi ka liya karo allah hi allaah kiya karo dukh na kisi ko diya karo allah hi allaah kiya karo dukh na kisi ko diya karo jo duniya ka malik hai naam ussi ka liya karo allah hi allah allah hi allah hoo allah hi allah kab chehre pe jhoot saja ke mitti hai sachchayi kab chehre pe jhoot saja ke mitti hai sachchayi jhoote ko duniya mein hamesha milti hai ruswaai kab chehre pe jhoot saja ke mitti hai sachchayi jhoote ko duniya mein hamesha milti hai ruswaai sach ki raah pe chala karo dukh na kisi ko diya karo sach ki raah pe chala karo dukh na kisi ko diya karo jo duniya ka malik hai naam ussi ka liya karo allah hi allah allah hi allah allah hi allaaaaaaaaah allah hiii allaaaaaaaaaah allah hiiii allaaaaaaaah allah hi allah kiya karo dukh na kisi ko diya karo allah hi allah kiya karo dukh na kisi ko diya karo jo duniya ka malik hai naam ussi ka liya karo allah hi allah hoo
ohooo oh hoooo oh hoo oooo hoo oooo oh hoo oooo hoo oooo raahon pe nazar rakhna honton pe duwaa rakhna raahon pe nazar rakhna honton pe duwaa rakhna aa jaaye koi shayad darwaaza khulaa rakhna aa jaaye koi shayad darwaaza khulaa rakhna ehsaas ki shamma ko iss tarha jalaa rakhna ehsaas ki shamma ko iss tarha jalaa rakhna apni bhi khabar rakhna uss ka bhi pata rakhna apni bhi khabar rakhna uss ka bhi pata rakhna tanhaayi ke mausam mein saayon ki huqoomat hai tanhaayi ke mausam mein saayon ki huqoomat hai yaadon ke ujaalon ko seene se laga rakhna yaadon ke ujaalon ko seene se laga rakhna raaton ko bhatakne ki deta hai sazaa mujh ko raaton ko bhatakne ki deta hai sazaa mujh ko dushwaar hai pehlu mein dil tere bina rakhna dushwaar hai pehlu mein dil tere bina rakhna logon ki nigaahon ko padh lene ki aadat hai logon ki nigaahon ko padh lene ki aadat hai haalaat ki tehreeren chehre se bachaa rakhna haalaat ki tehreeren chehre se bachaa rakhna bhoolun main agar aye dil tu
tamanna ke haathon na majboor hona aaaa guzar jaana jaan se ye zurrat na karna aaaa utha na sakoge qayamat ke sadme eeee meri jaan kisi se mohabbat na karna ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat yaa ghum na diya hota yaa ghum na diya hota yaa dil na diya hota ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat yaa ghum na diya hota yaa ghum na diya hota yaa dil na diya hota ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat oooooo oooooo ooo ooo oooo ooooo ummeed to bandh jaati tasqeen to ho jaati ummeed to bandh jaati tasqeen to ho jaati tasqeen to ho jaati waada na wafa karte waada na wafa karte waada to kiya hota ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat ik ishq ka ghum aafat aur us pe ye dil aafat ooo ooooo ooo oooooo oooooo ooooo oooo ooooooo ooo ooo oooo oooo oooo oooo ooo oo gairon se kaha tumne gairon se suna tumne gairon se
le aayi phir kahan par kismat hame kahan se ye to wahi jagha hai guzare the hum jahan se le aayi phir kahan par kismat hame kahan se ye to wahi jagha hai guzare the hum jahan se le aayi phir kahan par majboor kar rahi hai ye gardish e zamana majboor kar rahi hai ye gardish e zamana tu chhed de wahin se guzara hua fasana lekin tu hi bata de bhule the hum kaha se lekin tu hi bata de bhule the hum kaha se ye to wahi jagha hai guzare the hum jahan se le aayi phir kahan par teri hi anjuman mein ye intzaar tera teri hi anjuman mein ye intzaar tera tere begair sathi jashan e bahar tera ye kaun si ada hai puchhenge aasaman se ye kaun si ada hai puchhenge aasaman se ye to wahi jagha hai guzare the hum jahan se le aayi phir kahan par kismat hame kahaan se ye to wahi jagha hai guzare the hum jahan se mehfil mein aap ki hum kuchh aur to na laaye mehfil mein aap ki hum kuchh aur to na laaye naghmat mein saja kar jazbaat le ke aaye mehfil mein aap ki hum kuchh aur to na laaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Allah Hi Allah Mitali Mukherjee 07:26 16537
 
Poster of Mitali Mukherjee
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ravinder Rawal
Singer- 
Mitalee
Duration : 07:26   Song Number : 16537   

Darwaza Khula Rakhna Raahon Pe Mitali & Bhupinder Singh 10:37 39700
 
Poster of Mitali & Bhupinder Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Bhupender Singh
Duration : 10:37   Song Number : 39700   

Ik Ishq Ka Gham Aafat Mitali Mukherjee 07:02 19752
 
Poster of Mitali Mukherjee
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Bhupender Singh
Duration : 07:02   Song Number : 19752   

Le Aayi Phir Kahan Par Mitali Mukherjee 06:50 18507
 
Poster of Mitali Mukherjee
 
Category
Ghazal
Duration : 06:50   Song Number : 18507